Uljha hua sa mann mera,
jane kitne sawal karta hai.....
In aakhon ki gehrai me,
jane kitni baar utarta hai.....
Kehna chahe kai baatein tujhse,
par jane kyun ye mann darta hai......
Zindagi ke raste fir mile na mile,
shayad issi baat pe shaq karta hai......
Uljha hua sa mann mera,
jane kitne sawal karta hai........
jane kitne sawal karta hai.....
In aakhon ki gehrai me,
jane kitni baar utarta hai.....
Kehna chahe kai baatein tujhse,
par jane kyun ye mann darta hai......
Zindagi ke raste fir mile na mile,
shayad issi baat pe shaq karta hai......
Uljha hua sa mann mera,
jane kitne sawal karta hai........